Ak Badshah Or Us K Darbar Ki Kahni | in | Hindi / urdu | motivational stories | inspirational stories | insiring stories | inspirational short stories | short stories with moral | moral stories | inspirational masseges | very short stoires with moral | good moral stoires - Online Filters

earn money online | how to make mone | online work | earn cash | online work from home | earn dollar online | work online and earn money | On this page you'll find all the best ways to make money in your spare time whilst at university based on our own experience.

Breaking

Home Top Ad

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Responsive Ads Here

Wednesday, 26 December 2018

Ak Badshah Or Us K Darbar Ki Kahni | in | Hindi / urdu | motivational stories | inspirational stories | insiring stories | inspirational short stories | short stories with moral | moral stories | inspirational masseges | very short stoires with moral | good moral stoires



Ak Badshah Or Us K Darbar Ki Kahni | in | Hindi / Urdu











Bikol extreme winters ka time tha bhut sakht sardi par rahi thi ak bhtt bara badshah tha or wo apne mehal k andr entry ho raha tha jasy hi wo entry hota ha to wo  gate par kia dhkta hai k jo us ka darban tha gatekeeper hai us ne bht patly or thandy kapry daly howay thy or thabkdy bhtt zada to apne darban sy pocha tha hai kia ap ko thank nh lagti to













wo darban kehta hai k hukor bilkol lagti hai lakin m kia Karo  m majbor ho mary pass bass ye ak hi wardi hai ye ak hi uniform hai . Jo mujhy garmi m bhi or sardi m bhi thalni parti hai .to raja us sy drkh kar k bhtt heran hota hai or kheta hai k tum yahi rehna m kuch daar m  tumhy liye andhar sy kuch garam wardi ya uniform bhij wata ye bt sun kar jo darban tha bahut khush hojata hai . Ab raja tha bhttt bara badshah tha bhtt logo sy milata jhulta gaya bt akarta kia andhr ja kar bhul gaya k kisi darban ko andar jakr garam kapry bhi bhijwane hai













Ab agly din raja k pass us ka raja ka sipahi bhakgta howa ata hai or kheta hai k badshah salamat jo humary darwazy par boraha darban tha kal raat us ki moot hogai badshah ko ye bat sun kar bhttt afsos howa wo pochta ha k kasy hoi sipahi bolta hai ka uska sara jisim akra howa tha shayd ho sakta hai k  thand lagne ki waja sy wo maar gaya










Raja phir bhut udas hota hai us sy phir yd ata h k wo wada kar k aya tha k ap k liye garam kapry bhij wata ho or m bhul gaya or jab raja us ko bhair dhkne gate pr jata hai to wo us k thandy, akry howay jesim ko dekhta hai to or dhkata hai k pass m us ne zamin par mitti par us ne apne  hath sy kuch lines likhi hoti hai


Us ne likha tha k badshan slaman m bhut salo sy in thandy uniform m dude kar raha tha kam kar taha tha jb tk m apne khud k sahary tha tb tk to m zindha tha jasy hi m ne lakin sahara to door ki bat qp k garam kapry bhjne k sahary ki umeed ne sahary ne nh sahry ki umeed ne hi mari jaan ly li





LESSON MORAL OF THE STORIE




Sagary insan ko khokila kar dyty hai ap k undar ak bhttt bari takat jhupi hai
Or jb hum us takat par sy bharosa utha kar kisi dosty k upar dependies zahir karty hai to humary andar ki takat kam hone lagti hai khtm hone lagti hai
Or jb wo sary hum sy jhut ty hai or humary andr ki takat bhi nh baajtu to hum toot ne lagty hai
To yd rakhna jb tk extreme na , worst na ho. Jab tak last point  na agay
To kisi  dosry sy shary ki umeed mt  3 cheezo pr to mt rakhna
Physical
Emotional
Financially
Ye small sy power apki zindagi ko badal sakti hai


Believe in you self you'll be unstoppable



Related quote




Jb tak hum apne sahary hai hum kabhi nh hary hai
Or
Jb hum ne  dosro k sahara ko bewaja hi bakara liya
Tb yd rehna babasine ne bhi humay  bewaja hi jagarliya
.....



Dosro k saharo to door saharo ki umeed bhi kabhi kabhi insan ho toor dyti hai








Or bhi stories read Karne k Liye is download button ko click Kary or Chota sa ak survey open Hoga us ko complete kar k all stories ki e-books Hasil kary








Thanks you so much

Allah Hafiz

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages